
RONA CHAHE RO NA PAYE LYRICS
- by admin
Panchhi ka par katar ke
Kehte hain udd ke dikhao
Zubaan kaat ke duniya wale
Kehte hain tum gao
Rona chahe ro na paye
Dil kitna majboor hai
Rona chahe ro na paye
Dil kitna majboor hai
Kise pata hai kaun bataye
Rab ko kya manzoor hai
Rona chahe ro na paye
Dil kitna majboor hai
Kise pata hai kaun bataye
Rab ko kya manzoor hai
Rona chahe ro na paye
Leke aanchal ke tale
Mujhko vardaan diya
Maine to seekha wahi
Maa ne jo gyan diya
Dard jo de kisi ko
Main woh insaan nahi
Khaamiyan mujhmein bhi hain
Par main beimaan nahi
Maine sabko apna maana
Mera yeh kasoor hai
Mera yeh kasoor hai
Rona chahe ro na paye
Dil kitna majboor hai
Kise pata hai kaun bataye
Rab ko kya manzoor hai
Rona chahe ro na paye
Bhola tha nadaan bhi tha
Kuchh bhi na jaan saka
Dhaaga rasmon ka kya hai
Main na pehchan saka
Maine apraadh kiya
Mujhko inkaar nahi
Bhool anjaane huyi
Main gunehgaar nahi
Ab yeh jaake maine jaana
Hota kya sindoor hai
Hota kya sindoor hai
Rona chahe ro na paye
Dil kitna majboor hai
Kise pata hai kaun bataye
Rab ko kya manzoor hai
Rona chahe ro na paye
Dil kitna majboor hai
Kise pata hai kaun bataye
Rab ko kya manzoor hai
Rona chahe ro na paye
Panchhi ka par katar keKehte hain udd ke dikhaoZubaan kaat ke duniya waleKehte hain tum gao Rona chahe ro na payeDil kitna majboor haiRona chahe ro na payeDil kitna majboor hai Kise pata hai kaun bataye Rab ko kya manzoor hai Rona chahe ro na payeDil kitna majboor haiKise pata hai kaun batayeRab ko kya…